Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRajinder Krishan
HomeRajinder Krishan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


pyaar ke jahaan ki niraali sarkaar hai nirali sarkaar hai pyaar ke jahaan ki niraali sarkaar hai nirali sarkaar hai mohabbat ke thaane mein mohabbat ke thaane mein ye dil thanedaar hai ye dil havaldaar hai ye dil chaukidaar hai pyaar ke jahaan ki niraali sarkaar hai nirali sarkaar hai mohabbat ke thaane mein mohabbat ke thaane mein ye dil thanedaar hai ye dil havaldaar hai ye dil chaukidaar hai anokhi kacheri hai ye anokha kaanoon hai anokha kaanoon hai anokha kaanoon hai mohabbat ki arji ka naya majmoon hai mohabbat ki arji ka naya majmoon hai aankhon ka daakkhana ho aankhon ka daakkhana nazron ka taar hai ji nazron kaa taar hai mohabbat ke thaane mein mohabbat ke thaane mein ye dil thanedaar hai ye dil havaldaar hai ye dil chaukidaar hai pyaar ke jahaan ki niraali sarkaar hai nirali sarkaar hai mohabbat ke thaane mein mohabbat ke thaane mein ye dil thanedaar hai ye dil havaldaar hai ye dil chaukidaar hai pyaar ke school mein ek hi class hai ji ek hi class hai ji
pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai ye wo dariya hai jo roke se kahaan rukta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai ye wo dariya hai jo roke se kahaan rukta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai aaj tak samjhe hain na samjhenge zamaane waale aaj tak samjhe hain na samjhenge zamaane waale shola e ishq bujhane se shola e ishq bujhane se kahaan bujhta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai ishq jab yaar ki aankhon ki kasam kha baithe ishq jab yaar ki aankhon ki kasam kha baithe maut bhi saamne aaye to maut bhi saamne aaye to kahaan jhukta haiiiiii pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai ye wo dariya hai jo roke se kahaan rukta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai
Raat Barsaat Ki Pehli
saanjh savere nain tere mere milte rahe hain milte rahenge mere janam janam ke saathi pyaar ke chaman mein phool albele khilte rahe hain khilte rahenge mere janam janam ke saathi saanjh savere nain tere mere milte rahe hain milte rahenge mere janam janam ke saathi saanjh savere nain tere mere pyaar tera maang liya maine takdir se pyaar tera pyaar tera maang liya maine takdir se dil ko sajaya piya teri tasveer se are jhuki jhuki palkon se are jhuki jhuki palkon se man ko churaaya baandh liya baandh liya zulfon ki zanjeer se saanjh savere nain tere mere milte rahe hain milte rahenge mere janam janam ke saathi saanjh savere nain tere mere tu hi meri duniya hai tu hi mera meet hai tu hi meri tu hi meri duniya hai tu hi mera meet hai sadiyon puraani saiyaan teri meri preet hai jahaan dekhun wahaan wahaan are jahaan dekhun wahaan wahaan tu hi dikhayi de haar meri haar meri aur teri jeet hai saanjh savere nain tere mere milte rahe hain milte rahenge mere janam janam ke
yenada iddu aisi kisi hajjaam ki kismat na ho khoti kainchi ki kamaayi ki jagah jail ki roti ye insaaf hua duniya se aye yaar safa chat insaaf hua duniya se aye yaar safa chat ab dekhiye aaiyo dekhiye kab hota hai sansaar safa chat sansaar safa chat sansaar safa chat insaaf hua duniya se aye yaar safa chat safa chat safa chat safa chat chat chat dai dai dai dai dai dai dai dai dhika dai dhika dai dai dai dai dai dai dai dai dai dhika dai dhika dai dhika dai dhika dai dhika dai dhika dai dai ta dai ta dai ta dai ta dai dai dai ta dai ta dai ta dai ta dai dai dai ta dai ta dai ta dai ta dai ta duniya mein agar koi bhi hajjaam na hota sab daadhiyaan rakhte koi gulfaam na hota mashhoor zamaane mein hai hitlar ki jo munchhen kainchi na agar hoti to ye naam na hota shuru cut ho dhom cut duniya mein agar koi bhi hajjaam na hota sab daadhiyaan rakhte koi gulfaam na hota mashhoor zamaane mein hai hitlar ki jo munchhen kainchi na agar hoti to ye naam na hota aaiyyo yo yo yo
aa aa aa sajnaa aa sajnaa sajna lagan teri sone na de sajna lagan teri sone na de rona bhi chahun to rone na de sajna lagan teri sone na de samjhe to samjhe ye dil haar ke samjhe to samjhe ye dil haar ke dard anokhe bade hote hain pyaar ke haaye bairi pyaar ke sajna lagan teri sone na de sajna lagan teri sone na de apne paraye meri samjhen na batiyan apne paraye meri samjhen na batiyan kis sang bol ke bitaun kali ratiyaan kali kali ratiyan sajna lagan teri sone na de sajna lagan teri sone na de kitni kathin hain pyaar ki rasmein kitni kathin hain pyaar ki rasmein apni hi nindiya wo bhi na bas mein haye mere bas mein sajna lagan teri sone na de sajna lagan teri sone na de rona bhi chahun to rone na de sajna lagan teri sone na de
sau baras ki zindagi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar din pyaar ke do chaar din zindagi ki har khushi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar din pyaar ke do chaar din sau baras ki zindagi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar din pyaar ke do chaar din pyaar hi se ye zameen hai pyaar hi se aasmaan pyaar hi se ye zameen hai pyaar hi se aasmaan pyaar ka lekar sahara chal raha hai ye jahaan pyaar shabnam pyaar shola pyaar hi baad e sabaa phool kaliyaan chandtaare sab mohabbat ke nishaan sau baras ki zindagi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar din pyaar ke do chaar din zindagi ki har khushi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar din pyaar ke do chaar din ye mohabbat do dilon ka khoobsoorat raaz hai ye mohabbat do dilon ka khoobsoorat raaz hai dil ki dhadkan jiski sargam hai yahi wo saaz hai chahe bhanwre ka ho naghma ya papeehe ki sada pyaar kehte hain jise wo ek hi awaaz hai sau baras ki zindagi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar
sehmi sehmi kahaan chali chhod ke dilwaalon ki gali kab tak aankh churaayegi kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein hoye kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein o sehmi sehmi kahaan chali chhod ke dilwaalon ki gali kab tak aankh churaayegi kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein hoye kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein haaye tera ye alhadpan touba touba ye chitvan aankhon mein shole naachen zulfon mein khele saawan haaye tera ye alhadpan touba touba ye chitvan aankhon mein shole naachen zulfon mein khele saawan phir kar aa baras bhi jaa kab tak yun tarsaayegi kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein haay kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein ho sehmi sehmi kahaan chali chhod ke dilwaalon ki gali kab tak aankh churaayegi kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein hoye kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein khule khule se ye gesu mehki mehki ye khushboo koi chura lega ek din dekh abhi anjaan hai tu khule khule se ye gesu haaye mehki mehki ye
sitaaron aaj to hum bhi tumhaare saath jaagenge sitaaron aaj to hum bhi tumhaare saath jaagenge huyi hai baat kuchh aisi ke saari raat jaagenge khabar kya thi ke unki ek nazar mein ye asar hoga khabar kya thi ke unki ek nazar mein ye asar hoga nazar mein ye asar hoga idhar dil par padegi aur udhar jazbaat jaagenge idhar dil par padegi aur udhar jazbaat jaagenge sitaaron aaj to hum bhi tumhaare saath jaagenge kabhi to unki baahon mein humein bhi neend aayegi kabhi to unki baahon mein humein bhi neend aayegi humein bhi neend aayegi kabhi to pyaar ke soye huye haalaat jaagenge kabhi to pyaar ke soye huye haalaat jaagenge huyi hai baat kuchh aisi ke saari raat jaagenge sitaaron aaj to hum bhi tumhaare saath jaagenge sitaaroooooo
sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai haathon mein aaya na haath piya ka kahe ko mehandi rachayi sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai bikhar gayi sehre ki kaliyaan haar singaar bhi pad gaya feeka bikhar gayi sehre ki kaliyaan haar singaar bhi pad gaya feeka ghunghat hi ki aot se paya chaar ghadi bas darshan pee ka toot gaye sab sunder sapne raat milan ki naa aayi sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai kal tak thi rangeen baharein aaj kapas hai aur zanjeerein kal tak thi rangeen baharein aaj kapas hai aur zanjeerein taaron ki gardish ke aage kaam na aayi kuchh tadbeerein hasrat thi dil ko melon ki aur mili hai tanhayi sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki
tamannaon ko khilne dein iraadon ko jawaan kar lein mohabbat ka ye mausam hai chalo gustakhiyaan kar lein mohabbat ka ye mausam hai chalo gustakhiyaan kar lein tamannaon ko khilne dein kahaan tak aarzuon ko koi dil mein daba rakhe agar honthon pe pehre hain to aankhon ko zubaan kar lein mohabbat ka ye mausam hai chalo gustakhiyaan kar lein tamannaon ko khilne dein kabhi hum tum pe mar baithen kabhi tum hum pe mit jao humein tum aazma lo hum tumhaara imtehaan kar lein mohabbat ka ye mausam hai chalo gustakhiyaan kar lein tamannaon ko khilne dein iraadon ko jawaan kar lein mohabbat ka ye mausam hai chalo gustakhiyaan kar lein mohabbat ka ye mausam hai chalo gustakhiyaan kar lein tamannaon ko khilne dein
tera aana bhi dhokha tha tera aana bhi dhokha tha tera jaana bhi dhokha hai mera dil to na maanega jo in aankhon ne dekha hai tera aana bhi dhokha tha tujhe paa kar har ik shay ki tamanna chhod baithe the humein ab ye na samjhaana mohabbat ik tamaasha hai mohabbat ik tamaasha hai jo in aankhon ne dekha hai tera aana bhi dhokha tha tera jaana bhi dhokha hai mera dil to na maanega jo in aankhon ne dekha hai tera aana bhi dhokha tha jo dil mera nahin badla nazar teri bhi kyun badle magar duniya to kehti hai yahaan aisa bhi hota hai yahaan aisa bhi hota hai jo in aankhon ne dekha hai tera aana bhi dhokha tha tera jaana bhi dhokha hai mera dil to na maanega jo in aankhon ne dekha hai tera aana bhi dhokha tha
tere chehre mein hai jo baat kisi aur mein nahin tere chehre mein hai jo baat kisi aur mein nahin aisa jalwa na koi hai na hua na hoga o tere chehre mein hai jo baat kisi aur mein nahin aisa jalwa na koi hai na hua na hoga haye tere chehre mein hai jo baat kisi aur mein nahin apne uljhe huye baalon ko sanwar jaane de phool se apne ye rukhsaar nikhar jaane de apne uljhe huye baalon ko sanwar jaane de phool se apne ye rukhsaar nikhar jaane de saadgi hoti hai rukhsat to usse hone de jism par rang jo bikhre to bikhar jaane de o tere chehre mein hai jo baat kisi aur mein nahin ab teri chaal ko toofaan uthaane honge jitne soye huye fitne hain jagaane honge ab teri chaal ko toofaan uthaane honge jitne soye huye fitne hain jagaane honge apni aankhon ko ishaaron ki ijaazat de kar un ishaaron se kayi rang jamaane honge tere chehre mein hai jo baat kisi aur mein nahin ye banaawat ka zamaana hai banaawat maange chaahe jhoothi hi sahi phir bhi sajawat maange ye banaawat ka
Tere Mere Pyar Ki Jo Baat Chali
tere milne se pehle tere milne se pehle bhi jeete the hum jeene waali magar baat koi na thi tere milne se pehle bhi jeete the hum jeene waali magar baat koi na thi muskuraati huyi subah koi na thi gungunaati huyi raat koi na thi aaj har cheez se jaan pehchaan hai aaj har cheez se jaan pehchaan hai ye tere pyaar ka mujhpe ehsaan hai aaj har cheez se jaan pehchaan hai ye tere pyaar ka mujhpe ehsaan hai dil se dil is tarah aaj milne lage jaise pehle mulakaat koi na thi tere milne se pehle bhi jeete the hum jeene waali magar baat koi na thi isse pehle bhi chhaye the baadal magar isse pehle bhi chhaye the baadal magar shakh e dil par to guncha na koi khila isse pehle bhi chhaye the baadal magar shakh e dil par to guncha na koi khila isse pehle ghataayein ghataayein na thi ya ghataaon mein barsaat koi na thi tere milne se pehle bhi jeete the hum jeene waali magar baat koi na thi muskuraati huyi subah koi na thi gungunaati huyi raat koi na thi la la laa la la la la la la
mere dil ki ghadi kare tik tik tik o baje raat ke baarah haaye teri yaad ne maara mere dil ki ghadi kare tik tik tik o baje raat ke baarah haaye teri yaad ne maara khaamosh zamana soye ik mera hi dil roye ik mera hi dil roye khaamosh zamana soye ik mera hi dil roye ik mera hi dil roye aur dil par teer chalaaye aur dil par teer chalaaye ik jhilmil karta taara haaye teri yaad ne maara mere dil ki ghadi kare tik tik tik o baje raat ke baarah haaye teri yaad ne maara naa bane baat kuchh keh ke aur jale jiya chup reh ke aur jale jiya chup reh ke naa bane baat kuchh keh ke aur jale jiya chup reh ke aur jale jiya chup reh ke bas chupke chupke tadpe bas chupke chupke tadpe majboor koi bechaara haaye teri yaad ne maara mere dil ki ghadi kare tik tik tik o baje raat ke baarah haaye teri yaad ne maara ankhiyon se neendiya bhaagi palkon mein rimjhim laagi palkon mein rimjhim laagi ankhiyon se neendiya bhaagi palkon mein rimjhim laagi palkon mein rimjhim laagi ab aan milo o
ae hey hey aa haa aa haa o ho o la la la lalala tum ho haseen kahan ke hum chaand aasman ke haye haye gurur itna ha ha huzoor itna uff ye ada haye ye nasha ha ha haa tum ho haseen kahan ke hum chaand aasman ke haye haye gurur itna ha ha huzoor itna uff ye ada haye ye nasha ha ha haa karte ho baat bad badke din jo shabaab ke thehre karte ho baat bad badke din jo shabaab ke thehre kya teer meri nazron ke dil mein janab ke thehre uff ye gajab haye haye yedhak haye haye haye tum ho haseen kahan ke hum chaand aasman ke haye haye gurur itna ha ha huzoor itna uff ye ada haye ye nasha ha ha haa oye hoye ye chaal ka jadu dar hai zamin na fat jaye oye hoye ye chaal ka jadu dar hai zamin na fat jaye seene ko tham kar rakho dil na jagha se hat jaye uff ye akad haye ye pakad haye haye haye tum ho haseen kahan ke hum chaand aasman ke haye haye gurur itna ha ha huzoor itna uff ye ada haye ye nasha ha ha haa kya rab tu husn walon ko kaisa mizaaj deta hai kya rab tu husn walon ko
tum juda ho kar humein kuchh aur pyaare ho gaye tum juda ho kar humein kuchh aur pyaare ho gaye paas reh kar gair the ab toh humaare ho gaye laut jaane ko kaha tumne magar kuchh iss tarah laut jaane ko kaha tumne magar kuchh iss tarah zindagi se maut tak ikraar saare ho gaye zindagi se maut tak ikraar saare ho gaye tum juda ho kar humein kuchh aur pyaare ho gaye wasl ki ab chaandni chhaaye na chhaaye ghum nahin wasl ki ab chaandni chhaaye na chhaaye ghum nahin hijr ki raaton mein roshan chaand taare ho gaye tum juda ho kar humein kuchh aur pyaare ho gaye pyaar ke tufaan mein har mauj saahil ban gayi pyaar ke tufaan mein har mauj saahil ban gayi jis taraf dekha kinaare hi kinaare ho gaye tum juda ho kar humein kuchh aur pyaare ho gaye paas rehkar gair the ab toh humaare ho gaye
tum saamne aa kar jis dum jalwa sa dikha jaate ho kuchh tum ko khabar hai dil mein ik aag laga jaate ho tum haath pakad kar mera jab pyaar jata jaate ho ik dard mita dete ho ik dard badha jaate ho jo door rahe dil baithe paas aaye to zaalim dhadke jo door rahe dil baithe paas aaye to zaalim dhadke shola to nazar na aaye aur aag si dil mein bhadke dum bhar ke liye kyun aa kar ye aag bujha jaate ho ik dard mita dete ho ik dard badha jaate ho tum saamne aa kar jis dum jalwa sa dikha jaate ho kuchh tum ko khabar hai dil mein ik aag laga jaate ho is pyaar ne kab se dil ko deewaana bana rakha hai is pyaar ne kab se dil ko deewaana bana rakha hai duniya to hai duniya khud se begaana bana rakha hai tum apne siwa duniya ki har cheez bhula jaate ho ik dard mita dete ho ik dard badha jaate ho tum saamne aa kar jis dum jalwa sa dikha jaate ho kuchh tum ko khabar hai dil mein ik aag laga jaate ho kab tak ye bichhad kar milna mil mil ke bichhadte rehna kab tak ye bichhad kar
tum sang lage piya more naina ik pal chain na aaa aa aa aaye tum sang lage piya more naina ik pal chain na aaa aa aa aaye tum sang lage paapi man mori baat na maane paapi man mori baat na maane kaun ise aaye samjhaane machal machal reh jaaye tum sang lage piya more naina ik pal chain na aaa aa aa aaye tum sang lage mann mein samaayi more shyaam suratiya mann mein samaayi more shyaam suratiya kis bidh bhoolun main pee ki muratiya kis bidh bhoolun main pee ki muratiya baat samajh nahin aa aaa aaye baat samajh nahin aaaa aaaaaye tum sang lage piya more naina ik pal chain na aaa aa aa aaye tum sang lage de hi gaya jo dard suhana de hi gaya jo dard suhana mushkil hai ab usko bhulana pee bin kachhu nahin bhaaaaye tum sang lage piya more naina ik pal chain na aaa aa aa aaye tum sang lage
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Pyaar Ke Jahaan Ki Nirali Patanga (1949) 05:00 15301
 
Poster of Patanga (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
C Ramchandra
Duration : 05:00   Song Number : 15301   

Pyar Pardon Mein Chhupane Phool Khile Hain Gulshan Gulshan (1978) 06:42 40689
 
Poster of Phool Khile Hain Gulshan Gulshan (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Bhupinder Singh
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 06:42   Song Number : 40689   

Raat Barsaat Ki Pehli Jhanjhar (1953) 02:52 38800
 
Poster of Jhanjhar (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 02:52   Song Number : 38800   

Saanjh Savere Nain Tere Duniya Kya Jane (1971) 03:26 19825
 
Poster of Duniya Kya Jane (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Duration : 03:26   Song Number : 19825   

Safa Chat Preetam (1971) 06:46 15200
 
Poster of Preetam (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 06:46   Song Number : 15200   

Sajna Lagan Teri Duniya Na Mane (1959) 03:38 37540
 
Poster of Duniya Na Mane (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:38   Song Number : 37540   

Sau Baras Ki Zindagi Sachaai (1969) 04:12 37511
 
Poster of Sachaai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sadhana
Duration : 04:12   Song Number : 37511   

Sehmi Sehmi Kahan Chali Anmol Moti (1969) 05:31 15563
 
Poster of Anmol Moti (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 05:31   Song Number : 15563   

Sitaaron Aaj To Hum Rakhi (1962) 39719
 
Poster of Rakhi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Ameeta
Duration :    Song Number : 39719   

Sur Badle Kaise Kaise Barkha (1959) 05:52 37177
 
Poster of Barkha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Anand Kumar, Shobha Khote
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:52   Song Number : 37177   

Tamannaon Ko Khilne Aao Pyar Karen (1964) 03:15 38873
 
Poster of Aao Pyar Karen (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Saira Banu
Duration : 03:15   Song Number : 38873   

Tera Aana Bhi Dhokha Tha Mere Arman Mere Sapne (1963) 03:18 39156
 
Poster of Mere Arman Mere Sapne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Datta Naik
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:18   Song Number : 39156   

Tere Chehre Mein Hai Jo Baat Chhote Sarkar (1974) 06:20 38942
 
Poster of Chhote Sarkar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sadhana
Duration : 06:20   Song Number : 38942   

Tere Mere Pyaar Ki Jo Baat Chali Aankh Micholi (1972) 04:27 38295
 
Poster of Aankh Micholi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Bharathi
Duration : 04:27   Song Number : 38295   

Tere Milne Se Pehle Ponga Pandit (1975) 05:36 17257
 
Poster of Ponga Pandit (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Neeta Mehta
Duration : 05:36   Song Number : 17257   

Teri Yaad Ne Maara Albela (1951) 03:51 12634
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajinder Krishan
On Screen Actors- 
Bhagwan, Geeta Bali
Duration : 03:51   Song Number : 12634   

Tum Ho Haseen Kahan Sharabi (1964) 03:41 36308
 
Poster of Sharabi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Madhu Bala
Duration : 03:41   Song Number : 36308   

Tum Juda Ho Kar Humein Madan Mohan (Tere Bagair) 04:36 13223
 
Poster of Madan Mohan (Tere Bagair)
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 04:36   Song Number : 13223   

Tum Saamne Aa Kar Khazanchi (1958) 04:42 39413
 
Poster of Khazanchi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Shyama
Duration : 04:42   Song Number : 39413   

Tum Sang Lage Piya Taj (1956) 04:19 36823
 
Poster of Taj (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Vyjayantimala
Duration : 04:19   Song Number : 36823   
Karaoke Songs of Rajinder Krishan, Sad Songs of Rajinder Krishan, Love Songs of Rajinder Krishan, Dance Songs of Rajinder Krishan, Hip-hop songs of Rajinder Krishan, Best songs of Rajinder Krishan, Super hit songs of Rajinder Krishan, hit songs of Rajinder Krishan, duet songs of Rajinder Krishan, solo songs of Rajinder Krishan, old songs of Rajinder Krishan, famous songs of Rajinder Krishan, Hindi Karaoke Songs of Rajinder Krishan, Hindi Sad Songs of Rajinder Krishan, Hindi Love Songs of Rajinder Krishan, Hindi Dance Songs of Rajinder Krishan, Hindi Hip-hop songs of Rajinder Krishan, best Hindi songs of Rajinder Krishan, super hit Hindi songs of Rajinder Krishan, hit Hindi songs of Rajinder Krishan, duet Hindi songs of Rajinder Krishan, solo Hindi songs of Rajinder Krishan, old Hindi songs of Rajinder Krishan, famous Hindi songs of Rajinder Krishan, Sing Along Songs of Rajinder Krishan, Sing Along Sad Songs of Rajinder Krishan, Sing Along Love Songs of Rajinder Krishan, Sing Along Dance Songs of Rajinder Krishan, Sing Along Hip-hop songs of Rajinder Krishan, Sing Along Best songs of Rajinder Krishan, Sing Along Super hit songs of Rajinder Krishan, Sing Along hit songs of Rajinder Krishan, Sing Along duet songs of Rajinder Krishan, Sing Along solo songs of Rajinder Krishan, Sing Along old songs of Rajinder Krishan, Sing Along famous songs of Rajinder Krishan